Monday, November 21, 2011

Dua ki qabooliat....

Agar khuda tumari dua puri kar raha hai to wo tumara yakeen bara raha hai.
Agar dua puri karne main der kar raha hai tu woh tumara sabar bara raha hai.
Aur agar tumri dua ka jawab nahi dey raha tu woh tum ko azma raha hai.

No comments:

Post a Comment